Islamic Nasheed Lyrics
Bakhsh De Maula
Bakhsh de Maula mere gunah
Tere siwa kaun hai mera
Raaton ko uth kar rota hoon
Apne Rab ko pukarta hoon
Rehmat ka dariya tu baha de
Dil ko mere saaf bana de
Bakhsh de Maula, yeh hai sada
Qabool kar le meri dua
Related Lyrics
Comments (0)
You must be logged in
Join the community to comment and interact